Mujhy dafan krna tu jis ghari...

Mujhy dafan krna tu jis ghari..to yeh us se kehna k,Ay pari.!
Woh jo tera aashiq-e-zaar tha..teh-e-khaak usko dba diya.!

Re: Mujhy dafan krna tu jis ghari…

very sad…

truck ke peeche ikha ja sakta hai

Re: Mujhy dafan krna tu jis ghari…

shayir k massooom jazbat ki yeh qadar :cryb:

Re: Mujhy dafan krna tu jis ghari…

aashiq e zaar ya aashiq e zar?

Re: Mujhy dafan krna tu jis ghari…

shayar bhi to emotional blackmailing pe utra huwa hai

Re: Mujhy dafan krna tu jis ghari…

majority yehi kaam karti hai

Re: Mujhy dafan krna tu jis ghari…

Wah Wah

Re: Mujhy dafan krna tu jis ghari…

shaayad is liye k:
**
dam-e-Ghusl se peshtar, mire ham_damoN ne yeh soch kar
kahiiN jaave uskaa na dil dahel, merii laash par se haTaa diyaa!** :frowning:

how considerate! :cb:

Re: Mujhy dafan krna tu jis ghari…

dats jus awesome

Re: Mujhy dafan krna tu jis ghari…

Khas kam jahan paak

Re: Mujhy dafan krna tu jis ghari…

aashiq-e-zaar

Re: Mujhy dafan krna tu jis ghari…

thankoo :slight_smile:

Re: Mujhy dafan krna tu jis ghari…

lo jee ye sono
Tabeer jo mil jaati toh ek khwaab bahut tha,
Jo shakhs ganwa baithe nayaab bahut tha.. !

Re: Mujhy dafan krna tu jis ghari…

hmmmm :k:

Re: Mujhy dafan krna tu jis ghari…

:frowning: