Aankhon Main Aansoo Our Palkain Jhukee hoi
Dil Main Dard Sa Gagaa Daita Hay Chahra Tyra
Tum Kuch Bhi Na kaho Bas Daikh Lo Humhay Ik Nazar
Mujhey Sab Kuch Yaad Dilaa Daita Hay Chahra Tyra
Aasmaan Key Vassat Main Koi Chand Ho Jaisay
Ujalaa Sa Ker Daita Hay Chahra Tyra
Ye Zindagi Kay Kis More Per Aagay Ho Tum
Key Her Taraf Dikhaai Daita Ab to Sirf Chahra Tyra…***