jo guftani nahin woh baat bhi suna doon ga
tu ek baar to mil , sub giley mita doon ga
meri khamosh nigahoon ko chashm-e-kum sey naa dekh
mein roo pera to diloon k tabaq hia doon ga
yoonhi udaas raha mein to dekhna ek din
tamam sheheroon mein tenhaiyan bicha doon ga
bulaoon ga naa miloon ga , na khut likhoon ga tujhey
teri khushi k liyey khud ko yeh saza doon ga
woh derd he naa raha werna aey metaey-hayat
mujhey gumman bhi naa tha mein tujhey bhula doon ga
very nice
Nice marinda:-)
nice :k:
wah!!!
:k::k::k:
yoonhi udaas raha mein to dekhna ek din
tamam sheheroon mein tenhaiyan bicha doon ga
wah bhoot khoob :k:
thanx to all of u :)
bahut khoobsurat~
Re: mujhey gumman bhi na tha mein tujhey bhula doon ga !
[QUOTE]
*Originally posted by marinda: *
jo guftani nahin woh baat bhi suna doon ga
tu ek baar to mil , sub giley mita doon ga
meri khamosh nigahoon ko chashm-e-kum sey naa dekh
mein roo pera to diloon k tabaq hia doon ga
yoonhi udaas raha mein to dekhna ek din
tamam sheheroon mein tenhaiyan bicha doon ga
bulaoon ga naa miloon ga , na khut likhoon ga tujhey
teri khushi k liyey khud ko yeh saza doon ga
woh derd he naa raha werna aey metaey-hayat
mujhey gumman bhi naa tha mein tujhey bhula doon ga
[/QUOTE]
zabardast!
Oh soooo lovely!
Thanks for sharing..