Mujhe yaqeen tou nahi magar yehi such hai
Mein tere waastay umrain guzaar sakta hoon
Yehi nahi ke tujhe jeetnay ki khwaahish hai
Mein teray waastay khud ko bhi haar sakta hoon
**]/] ]] $ ] ] ]/] **
~HaY JaZbA JuNoOn ToU HiMmAt Na HaAr JuStUjOo Jo KaRaY Wo ChUaY AsMaAn, MeHnAt ApNi HoGi PeHcHaAn KaBhI Na BhUlO, SaB Ki NaZrOn MaIn.. PAKISTAN KaBhI Na BhUlO, PAKISTAN HaI TuMhArA, PAKISTAN HaI HumArA~

sharam nahi aati larki ko larka bana ke dada bana diya, atleast mein ne aap ka gender tou nahi change kiya..mujhe naani amma bana lain jo kuch karna hain kar lain bus larka mat banaaiee
yeh log jhoot bol rahe hain, cnn wese bhi bukwas ka news channel hai wo tou shuroo se jhoot boltay aa rah hain aap ne dubara kuch ghalat suna hai..mein tou larki hoon, sahiba hoon, aurat hoon, choti si pyari si bachi hoon, aur btw bohot bohot shukria
~HaY JaZbA JuNoOn ToU HiMmAt Na HaAr JuStUjOo Jo KaRaY Wo ChUaY AsMaAn, MeHnAt ApNi HoGi PeHcHaAn KaBhI Na BhUlO, SaB Ki NaZrOn MaIn.. PAKISTAN KaBhI Na BhUlO, PAKISTAN HaI TuMhArA, PAKISTAN HaI HumArA~
Hmmmm yeh main kia dekh rehi ho XChorniX jee…Thanks …yeh kia hai ..aap neh hum se promise kiya tha keh na to hum aap ko thanks karhe ghay aur na aap…yaad aya…okay
~HaY JaZbA JuNoOn ToU HiMmAt Na HaAr JuStUjOo Jo KaRaY Wo ChUaY AsMaAn, MeHnAt ApNi HoGi PeHcHaAn KaBhI Na BhUlO, SaB Ki NaZrOn MaIn.. PAKISTAN KaBhI Na BhUlO, PAKISTAN HaI TuMhArA, PAKISTAN HaI HumArA~
Daiyaar-e-MagHrib se jaane walo!daiyaar-e-Mashriq ke BaasioN ko
Kisi gHareeb-ul-Watan Musafir ki ChaahtoN ka salaam kehnaa
Hamaare Shaam-o-Sehar ka keya Haal poocHte ho ke lam’haa lam’haa
Naseeb in ka bana rahe haiN tumhaare hi Sub’ho Shaam kehnaa
[quote]
Originally posted by XChorniX:
**Mujhe yaqeen tou nahi magar yehi such hai
Mein tere waastay umrain guzaar sakta hoon
Yehi nahi ke tujhe jeetnay ki khwaahish hai
Mein teray waastay khud ko bhi haar sakta hoon
**
[/quote]
Bohat Khoob Baahnje....!!
SOCH LO IS BAZAM SE UTHNE SE PAHLE SOCH LO
YE NA HO PHIR DIL KE HAATHO LOT KER ANA PARE
Bhateeji aaj to 22 TareekH hogaai tumko aabhi tak yaqeen hai keya?
lollzz
5 din mein bhi yaqeen nahiN TooTaa...acHaa
Daiyaar-e-MagHrib se jaane walo!daiyaar-e-Mashriq ke BaasioN ko
Kisi gHareeb-ul-Watan Musafir ki ChaahtoN ka salaam kehnaa
Hamaare Shaam-o-Sehar ka keya Haal poocHte ho ke lam'haa lam'haa
Naseeb in ka bana rahe haiN tumhaare hi Sub'ho Shaam kehnaa
Daiyaar-e-MagHrib se jaane walo!daiyaar-e-Mashriq ke BaasioN ko
Kisi gHareeb-ul-Watan Musafir ki ChaahtoN ka salaam kehnaa
Hamaare Shaam-o-Sehar ka keya Haal poocHte ho ke lam’haa lam’haa
Naseeb in ka bana rahe haiN tumhaare hi Sub’ho Shaam kehnaa
chalo acha hua nayab aunty ke aap ne maaf kar diya warna mujhe phir apni “chorni” waali side ka sahaara lena parta lol. baray log matlab aap log shareef hain hum kahan, itnee chorian kar kar ke ab tou shareef nahi hon ge na
tasneef uncle shukria, nahi uncle aajkal tou yaqeen hee nahi hota ke din kese guzray aur raatain kese gaiee..bus time’s flyin..pata nahi kya banay ga apna…sigh
aur haan yeh aap ne sahi kaha, mein aap ki bhateeji aur ek chorni hoon