Mujhe yaad hae hur lafz tera kaha hua.....

**

phool shakh sey jub Juda hua
aik ansoo tha palkoon pur tika hua

Main talashtee rahe jisey umar bhar
woh dil main kahin tha chuppa hua

Teri amad ka raha muntazir hur dum
mera tun khusboon mein basa hua

Tu bhool gaya hae dastan meri
Mujhe yaad hae hur lafz tera kaha hua

Ab laut aya hae tu rokh lena
hae musafir dehleez pur khara hua ..

**

*Main talashtee rahe jisey umar bhar
woh dil main kahin tha chuppa hua

Tu bhool gaya hae dastan meri
Mujhe yaad hae hur lafz tera kaha hua*

zabar10 :k::k:

thanks :~)

Re: Mujhe yaad hae hur lafz tera kaha hua.....

[QUOTE]
Originally posted by Anchaal: *
*

phool shakh sey jub Juda hua
aik ansoo tha palkoon pur tika hua

Main talashtee rahe jisey umar bhar
woh dil main kahin tha chuppa hua

Teri amad ka raha muntazir hur dum
mera tun khusboon mein basa hua

Tu bhool gaya hae dastan meri
Mujhe yaad hae hur lafz tera kaha hua

Ab laut aya hae tu rokh lena
hae musafir dehleez pur khara hua ..

**
[/QUOTE]

bahot khoobsurat anchaal sundar ....

really beautiful …:k:

Re: Mujhe yaad hae hur lafz tera kaha hua…

Nice ghazal Anchaal:k:…thanx for sharing with us.

excellent

nice one ANCHAL. aap ka nick bahut acha hai yeh mainey aap sey pehlye bhi kaha hai magar yeh lafz anchal hai hi itna acha keh baar baar kehna parta hai its nice

boht ache anchaal je :)

Thankss to all my fellows :~)

Very nice

very nice ji

Re: Mujhe yaad hae hur lafz tera kaha hua…

:k: