mujhe to ye b yad nahi.

Usne kaha

Tum me pehle si baat nahi

Mene kaha

Insan hon koi science ki ejad nahi;-(

Usne kaha

Ab b kisi ki ankhon me doob jate ho

Mene kaha

Pagl ho kiya

ankhain hein koi talaab ;-)nahi

UsNe Kaha

Q Toot k Chaha tha Mujhe itna

MeNe Kaha

Dimagh se pedal tha jiska koi jawab nahi;-(

UsNe Kaha

Kiya Me Bewafa Hon

MeNe kaha

Tum itne dhokebaz ho jiska koi hisab nahi;-(

Us Ne kaha

Bhool ja Mujko

MeNe kaha

Abey tu he kon? mujhe to ye b yad nahi.

Re: mujhe to ye b yad nahi.

**Abey tu he kon? mujhe to ye b yad nahi.

**Lol..yeh matlab parast loag.