**Mujhe kinare ki kab tamana
Tujhe hai darya k paar jana
Bipharte darya ki
Surkh mojein Bata rahi hain
Khiraj mange ga tujh se darya
Jo meri maano to aisa ker lo
Mujhe shareek-e-safar bana lo
Khiraj mange jo tujh se darya
Mujhe banhwar mein utaar jana
Tera zaroori hai paar jana…!!**