[*%Mujhe Kandha De Zara Pyar sy%*]

Abhi Kam Ho Mere Mayaar Se ,
.
Mujhe Keh Gya BarE Pyar Se.
.
Ye ShaistaGi, Ye MunafiQat,
.
Magar Hum To Thehre Gawaar Se.
.
Ye RiwaJ Kya Ye SamaaJ Kya,
.
Nikal Aa Kabhi To
Hisar Se,
.
Jo Hamare Dil Pe
Guzar Gai,
.
Kabhi Pooch Lena Bahar Se,
.
Mere Dost0n Ko
Khushi Mili,
.
Teri Jeet Se
Meri Haar Se.
.
Teri SadGi Ka Main
Kya Kaho0n,
.
Liya Wada Masht-e-Ghubar Se.
.
Tere Khak-Sar Ko Ye
Kya Hua,
.
Koi Poochta Mere
Yar Se.
.
Main Sagheer RanJ-o-Alam Mein Hoon,
.
Mujhe Kandha De Zara Pyar Se.

Re: %Mujhe Kandha De Zara Pyar sy%]

Mujhe Kandha De Zara Pyar Se.

:( sad