Re: Mujhe gussa araha hai..
![]()
Re: Mujhe gussa araha hai..
![]()
Re: Mujhe gussa araha hai..
![]()
Re: Mujhe gussa araha hai..
ap italia main kahan hote ho
come stai seven star?
Re: Mujhe gussa araha hai..
male veramente male.
perche?
main ne pocha ap italia main kis citta se ho?
Re: Mujhe gussa araha hai..
ok seven star i think u r busy,,
ok see u soon
bye
Re: Mujhe gussa araha hai..
![]()
koi hai ![]()
Re: Mujhe gussa araha hai..
kon ya ice cream? ![]()
Re: Mujhe gussa araha hai..
Eyesh Cream.. ![]()
Re: Mujhe gussa araha hai..
main hun kia baat hai itni subhu ap or ap ki bili
Re: Mujhe gussa araha hai..
![]()
paklife kese hain aap?
Re: Mujhe gussa araha hai..
ALLAH ka shuke hai , ap kaise ho?
kia ho raha hai ? kal kahan the ap sara din? aai hi nahi
Re: Mujhe gussa araha hai..
em fine thnx.. kal ka day buhat hectic tha na.. jabhi zada aa he nahi saka.. abhi bhi office main hoon n doin work as well :)
aap ne nashta ker lia?
Re: Mujhe gussa araha hai..
em fine thnx.. kal ka day buhat hectic tha na.. jabhi zada aa he nahi saka.. abhi bhi office main hoon n doin work as well :)
aap ne nashta ker lia?
ok ,, theek hai but ane ki koshish kia karain ,,
well, nashtaaaaa nahi abhi nahi kia or karti bhi nahi baas cookies se kaam chalati hun,,
acha ye pakistan ke office bhi kamal ke hain kaam bhi hota hai wahan or chat bhi
zaberdast,,
yahan per to ap durrin work call bhi nahi le sakte ho chat to door ki baat
Re: Mujhe gussa araha hai..
aap kaam bhi kertay hain?
well.. it depends on the nature of the job.. there are not musch restrictions here as we need to talk alot on fone as well.. :)
aap parhtay ho na?
Re: Mujhe gussa araha hai..
aap kaam bhi kertay hain?
well.. it depends on the nature of the job.. there are not musch restrictions here as we need to talk alot on fone as well.. :)
aap parhtay ho na?
nahin main kaam nahi karti,, bcoz mere baba ko pasand nahi kaam karna girls ka,,
college khatam kar liya hai ab agay ka kuch abhi theek se socha nahi hai,
ke uvni jaon ya koi or diploma karon ,,
khair jo qismat main ho ga ,,
ap karachi se ho na? karachi ke kis hise se coz karachi ke bhi 5 parts hain
Re: Mujhe gussa araha hai..
main karachi se hoon :)
bus itna theek hai.. i dont like kutting Karachi in parts :(
where do U live in italy?
Re: Mujhe gussa araha hai..
main karachi se hoon :)
bus itna theek hai.. i dont like kutting Karachi in parts :(
where do U live in italy?
hoo m so sorry,,
wese main ne is lihaaz se to nahi pocha tha ke karachi ek dosre se joda juda parts main bata hoa hai koi buri baat hai,, har city ka zone hota hai ,,or ye to achi baat hai na ke karachi itna bara hai ke us ke kai parts hain,, well sorry again agar ap ko bura laga ,,
yahan main millano main hoti hun,,
do u know about it ,,fashion city,,,
Re: Mujhe gussa araha hai..
Aslam Alekum
![]()
Re: Mujhe gussa araha hai..
![]()
kese hai aap Zakhmi..
jee paklife, Milan is a wellknown city na.. though never been to that place but i have seen many pictures ![]()