Mujhe gussa araha hai..

Re: Mujhe gussa araha hai..

yes umer theek kaha ap ne main yahan mama or baba ke sath hoti hon,,

or jahan tak mazahb ki baat hai to jis cheez se ap door hote ho us ki qadaar tab hoti hai,
yahan per har baat ka khiyaal rakha jata hai khane pinee main kia kia hai ,,

kab ki aphenna hai ,,
or hum log to bas har mumkin khoshish kartein hain ke bachoon ko bhi islam ke bare main poora pata ho,, take wo school main islam per bol sakain

khair ye to qismat ki baat hai