Mujhe gussa araha hai..

Re: Mujhe gussa araha hai..

w.salam

i m fine Allah ka shukar hai

u r a girl and ur name is zen really ?

i m 26 years old

i m from pakistan , Lahore.

what u do dear ?

Re: Mujhe gussa araha hai..

salaam,
well, mr,Umer yes 100%sure m girl,, and my name is zen,,basically its a nick name.
my real name is zaina,
and kia ap mujhe batao gai ke ap ko zakhmi kis ne kia?


or main kuch khas nahi karti bus free
bye

Re: Mujhe gussa araha hai..

mujkooooooo pehchcannnnnnnnnnn lo, main hno don :devil:

Re: Mujhe gussa araha hai..

sorry,

DON from?

Re: Mujhe gussa araha hai..

hmm

ok jee mein maan leta hoon k aap larki hi ho :slight_smile:

well mujhe zakhmi , thi ek larki …

free hoti hien aap waha bhai wah aap tu kamal karti hien :biggthumb:

Re: Mujhe gussa araha hai..

:silly:

jee DON sb how r u ?

Re: Mujhe gussa araha hai..

salam,

thanx manne ke liye ,
opssss,bahot dukh hoa jab bhi koi larka zakhmi hota hai ye peche larki hi kiyon hoti hai,khair koi baat nahi

or is main kamal wali kon se baat hai,:frowning:

Re: Mujhe gussa araha hai..

yes mr,umer why not
welcome

Re: Mujhe gussa araha hai..

well zaroori tu nahi k her larkay k zakhmi honay k peechay larki ka haath hi hota hai
kabhi kabhi accident bhi ho jata hai :D

well jee wo kehte hien na k jo kuch nahi kartay wo kamal kartay hien :)

Re: Mujhe gussa araha hai..

thanks

so tell me about ur hobbies :chai:

Re: Mujhe gussa araha hai..

good main to kuch or hi samjhi the

koi baat nahi galtiyaan bhi larkiyaan hi kartien hain

or sahi kaha ap ne jo kuch nahi karte wo kamal karte hain,,

main ne jawab diya na?
mila?

Re: Mujhe gussa araha hai..

abhi aj hi?

spedy boy,

khair muzic sunna acha lagta hai islamic songs ziyada tar
and us ke bahd ghumma or or or
fast food point pe janna

Re: Mujhe gussa araha hai..

hmm jawab nahi mila :nono:

bus jee ghaltian bhi ho jati hien :frowning:

Re: Mujhe gussa araha hai..

umer main ap ko pm nahi kar sakti ,,
pata nahi kiyon nahi ho raha ,,3 baar try ki hai shayed koi prob hai

Re: Mujhe gussa araha hai..

really i dont think so , i m a pleasure delayer

hmm music islimic songs , thats good

waise mien ne dekha hai k paksistan se bahar rehne walay muslims religion mien kafi dilchaspi rakhte hien aur pakistan walay tu bus european hotay jaa rahe hien

so .. u there with ur parents , right ?

Re: Mujhe gussa araha hai..

its ok jee

u can find my email there :)

Re: Mujhe gussa araha hai..

yes umer theek kaha ap ne main yahan mama or baba ke sath hoti hon,,

or jahan tak mazahb ki baat hai to jis cheez se ap door hote ho us ki qadaar tab hoti hai,
yahan per har baat ka khiyaal rakha jata hai khane pinee main kia kia hai ,,

kab ki aphenna hai ,,
or hum log to bas har mumkin khoshish kartein hain ke bachoon ko bhi islam ke bare main poora pata ho,, take wo school main islam per bol sakain

khair ye to qismat ki baat hai

Re: Mujhe gussa araha hai..

bilkul sahi kaha aap ne jab koi kisi cheez se door hota hai tabhi us ki qadar hoti hai :k
good u live with ur mama and baba and ur brothers and sisters ?
well what is time there ?

aap buhat acha kartay ho jo islam ki taleemaat per amal kartay ho aur bacho.n ko bhi batatay ho , i appreciate it :chai:

Re: Mujhe gussa araha hai..

main phir agaya..

yahan kia ho raha hai..

:yawn:

Re: Mujhe gussa araha hai..

salaam
kaise ho ap?
or kiaaaaa ho raha hai aj?

sorry kal mera pc band ho gia tha isi liye ,
khair koi baat nahi,