*
Woh jissay samajhtay thay zindagi
Meri dharkanoon ka faraib thaa
Mujhe muskuraana sikha ke woh
Meri rooh tak ko rula gaya
Woh ke jis ko paanay ki chaah mein
Mein kabhi jo khilta gulaab thaa
Meri patti patti bikhar gaee
Mujhe aise thoukar laga gaya
Ajjab shaks thaa woh kabhi mujhe
Jo samajh ke bhi na samajh saka
Mujhe chaahata bhi ghazzab ka thaa
Mujhe chor kar bhi chala gaya …
Koyal
2
Re: ~~ Mujhe chaahata bhi ghazzab ka thaa … Mujhe chor kar bhi chala gaya ~~
*Mujhe chaahata bhi ghazzab ka thaa
Mujhe chor kar bhi chala gaya …*
**
ap ne zaror kuch kaha hona hai 
ps; :k:
Re: ~~ Mujhe chaahata bhi ghazzab ka thaa ... Mujhe chor kar bhi chala gaya ~~
ap ne zaror kuch kaha hona hai
Ab aap se kya chupaana aap tau sab jaanti hain ... :D
Aryaan
4
Re: ~~ Mujhe chaahata bhi ghazzab ka thaa … Mujhe chor kar bhi chala gaya ~~
Very Nice** Arif**..
Re: ~~ Mujhe chaahata bhi ghazzab ka thaa ... Mujhe chor kar bhi chala gaya ~~
Nice.
UZ
6
Re: ~~ Mujhe chaahata bhi ghazzab ka thaa ... Mujhe chor kar bhi chala gaya ~~
Nice AB

Thank you Aryaan Shab and UZ for liking ... :)
Sheal
8
Re: ~~ Mujhe chaahata bhi ghazzab ka thaa … Mujhe chor kar bhi chala gaya ~~
very nice :k:
Re: ~~ Mujhe chaahata bhi ghazzab ka thaa ... Mujhe chor kar bhi chala gaya ~~
Thank you Sheal ...
fara
10
Re: ~~ Mujhe chaahata bhi ghazzab ka thaa ... Mujhe chor kar bhi chala gaya ~~
Acha hay...
pktun
11
Re: ~~ Mujhe chaahata bhi ghazzab ka thaa ... Mujhe chor kar bhi chala gaya ~~
Gud choice
LP
12
Re: ~~ Mujhe chaahata bhi ghazzab ka thaa … Mujhe chor kar bhi chala gaya ~~
amazing…touched the heart 