Re: Mujhe bhook lagi hai
khair mubarak ho ..: D
waisai is dafa mainy yeh ahtyat ki kay font colour change ker loon or nick sahee type keroon *blush*
n wat is multi quote ? angel face
Khudaara...itni phoowar , bongi, hawannaq, and etc wagaira larki main nay daihi, ya mian daikhna hi nai chahtata... pata nai pehlay q nai pehchaana ap ko main nay, warna aaj apna sar nahi phor raha hota :s
pata nai aap kay bachoN ka kia hoga :s
Quote kay baranar main aik aur dabba hay, surmai (gray) color ka, uss par click karna hota, khair chorain yeh aap k bass ki baat nai, aap waisay hi karti raho, aap apnay koochay ki shehzaadi hain, jo chahay karain aap ko koi nai roakayga... :-p
uff mera demagh ghuma kay rakh dia ... Problem really :s