Mujhe bhook lagi hai

Re: Mujhe bhook lagi hai

hayee.. pakistan main hamaray Karaye Daar Bangali thay :crying: har rooz gandi gandi smell aati thee :teary2: hum khudh he chor kay bha gayee apna ghar :smiley:

Re: Mujhe bhook lagi hai

to kya wo bhi penguins jaisay hote hain:barbie:

Re: Mujhe bhook lagi hai

Duain do un ko jin ki wajah say USA pohnchay :smiley:

Re: Mujhe bhook lagi hai

JazakAllah Abbu :salute:

Re: Mujhe bhook lagi hai

matlab pilot:chai:

Re: Mujhe bhook lagi hai

hehe I meant un Bangladeshion ki bhi :-p

Re: Mujhe bhook lagi hai

un ke wajah say to apnay dosray walay ghar main chalay gayee thay .. US to baad main ana hoa :p

Re: Mujhe bhook lagi hai

:yawn:

Re: Mujhe bhook lagi hai

sigh

yeh hallat bhi anay thay …zehrele bhi ho gaye or hadee walee bho ho gayee

Ya Allah yeh duniya mujhay kia kia sunaye ge ab derwazay per sir pataknay wala i con

Re: Mujhe bhook lagi hai

:devil:fry ke steam banaoon

Re: Mujhe bhook lagi hai

Jheenga aap ka howa :-p

aisa kon tha doosray ghar main USA hi aana parh gaya :-p

Mubarak ho, multi-quote karna aagaya :-p
waisay yeh larkian itni bongi q hoteen ? :s

Re: Mujhe bhook lagi hai

wahan par mujhay apni tutor say ISHQ ho gaya thaa.. bachpan ki Mohabbat :blush:

Re: Mujhe bhook lagi hai

Tutor ya Tutor_NEE? :s
*
ps: Umar Gula nay Sayed Muhammad Pollock ko bold kardia :-OO*

Re: Mujhe bhook lagi hai

Tutor_Nee... Hai NEeee.. waah Neee :LB:

Re: Mujhe bhook lagi hai

bhook laggi hai tumhai?

phir bhook ko tum lagg jao :stuck_out_tongue:

Re: Mujhe bhook lagi hai

:blush:thankooo

:yawn:nahi ab nahi lagi

matlab lagnay wali hai:hmmm:

Re: Mujhe bhook lagi hai

khair mubarak ho ..: D

waisai is dafa mainy yeh ahtyat ki kay font colour change ker loon or nick sahee type keroon blush


n wat is multi quote ? angel face

Re: Mujhe bhook lagi hai

mujhe bhi bhook lagi hai yaayayayay

Re: Mujhe bhook lagi hai

:S

Re: Mujhe bhook lagi hai

I demand ICECREAM from the would be ARTS Forum:naraz:…
They dont even know the concept of BUYING VOTES from peeplan like us