Mujhay...

samajh nahi aa rahi k kya waqayi mai us ki engagement ho gayi hai ya wo mere se jhoot bol raha hai …???:hmmm: :frowning:

Re: Mujhay…

:smack2:
:smilestar: Woh tum say jaan churwana chah raha hay :aj:
Tum larkiaN ittni bawaqoof keon banti ho

Re: Mujhay...

contact the bawarchi who cooked in his engagement .. he will give u correct info ...

Re: Mujhay...

GOD!!!

aik aur bimaar!!!!

Re: Mujhay…

wo kon :konfused:

Re: Mujhay...

neha !!!!

exis you genius

Stop ur bhoka pan :smilestar:

haan yar wesay hum waqay hi bawaqoof haan, we cant understand little things :frowning:

Re: Mujhay...

Masha'ALLAH ek aur a gayi.

Ibtadaa-i-e-Ishq hai rota hai kia!!!!

mai to un ko mashwra day rha tha … masoom si shakal bnaying

Thanks for accepting this bitter fact :bb:

Aik film yaad aa rahi hay :wink:
Rub nay Bana Di Jori

Re: Mujhay…

sanan tum filmain dakhay hoo agar tumhara abbo nawab Ibnay nawab ko pata chal gaya too maloom ha kiya ho gaa???
:mad:

Bhai masoom shakal pay mat jana!!!

ya apnay aapko bawaquf kahnay wali aisay ULLU banate hain kay UFFFFFFFFFFFFFff

khuda ki pana !!!!

maine nahi dekhi ye film :konfused:

ishq k barey main albata mujh kisi ka kuch kehna yaad a raha hai.:hinna:

i do't belive clad has only 17 years old.
kam se kam se is ki umar 30 saal hai :@:

:smilestar: sirf ULLU hi nahi banatay hum
tum jesoon ko insan b banatay haan :asa:

Mein nay sirf parhi thi yah film :wink:

Don’t worry clad :wink: we can tackle every case

Oye babri :smilestar: aik to yaar tum abhi tuk :aj:

Babri uss nay rataiN nikkal kar apni umar batai hay :fatee:

who told you I am 17 !!

Mountain baseball bat nechay rakh dain kamar main dard ho jay ga :rotfl: