neend aa rahee hai ..lakin main zabardastee jaag rahee hoon
is per shaair kia kehta hai ?
neend aa rahee hai ..lakin main zabardastee jaag rahee hoon
is per shaair kia kehta hai ?
Re: mujhay
lal la lala loriii ,
dhood ki katori,
dhood mai ba tasaha
P G karay tamasha:cb:
kasa laga shair:cb:
Re: mujhay
Shair kehta hai,
Mujhay neend na aaey, mujhay chain na aaey,
Koi jaaey dhoond ke laaey,
Na jaanay kahan dill kho giya,
Na Jaanay kahan dill kho giya...
:D
Re: mujhay
main keh rahee hoon mujhay neend aa rahee hai
samjhtay nahi bat ko ...nikal pertay ho raat ko
Re: mujhay
mujhe nahi aa rahi :@:
Re: mujhay
mjy bhi ne a rhe ![]()
Re: mujhay
Mujhe neend nahi coming..its not a good time to sleep:yawn:
Re: mujhay
![]()
Re: mujhay
its 8:44PM…main apna dinner khaa liya, aur nenno coming:yawn:
![]()
Re: mujhay
subha ho gai mamoon!:@:
Re: mujhay
what subah…its raaat meri macchi:nah:
Re: mujhay
jub koi mere thread ko kissi garhay murday ki terah ukhaar ker renew kerta hai to mujhay woh bohat hee acha lagta hai : P
ps > ummed hai kisi ko samjh nahi aye ho gee *smack*
^Aap ki thread jeld hi inna Lil Aah kiyoon ho jati hai?
khair shair arz kita we…
Mainoon, neend aa reyi ae…
main keya ke
Mainoon neend aa reyi aee…
te fer…![]()
Re: mujhay
^ is ley k mere thread main koi khaas baat nahi hotee .
Re: mujhay
P_G, cafe ke kisi bhi thread main koi khaas bat nahin hai :) Yeh to thread starter ka kaam hai ke
Chingari koi bhurke... aur use hawa do, use jhul do, aur sholey ko aag main badal do... BADAL DO...BAAL DOOOO...
Ab tum lighter le ker saci muchi apni ungli na jala dena.
Re: mujhay
^ Zarooret nahin.... yeh aap ka avatar hi kaafi hai...
Re: mujhay
^ mera avatar ki gehraayee main koi gaya hee nahi sigh
Re: mujhay
gehraayi main piranha to nahin?
Re: mujhay
piranah ?