Shab-e-mahtaab nay shah nasheen par ajab gul sa khila diya
mujhay yo-u laga kisi hath nay mery dil par teer chala diya
koi asi baat zaroor thi shab-e-wada jo woh na asaka
koi apna waham tha darmiya-n ya ghata nay usko dara diya
yehi aa’n thi meri zindagi lagi aag dil main to uff na ki
jo jaha main koi na kar saka woh kamal karky dekha diya
mery pass asa tilis’m hai, jo kaye zamano ka ism hai
usay jub bhi socha bula liya ,usay jo bhi chaha bana diya
Re: mujhay yo-u laga kisi hath nay mery dil par teer chala diya
magic is haram :nono:
..
nice 1 though 
Re: mujhay yo-u laga kisi hath nay mery dil par teer chala diya
Bahut aa’laa …:k:
Re: mujhay yo-u laga kisi hath nay mery dil par teer chala diya
*Shab-e-mahtaab nay shah nasheen par ajab gul sa khila diya
mujhay yo-u laga kisi hath nay mery dil par teer chala diya
koi asi baat zaroor thi shab-e-wada jo woh na asaka
koi apna waham tha darmiya-n ya ghata nay usko dara diya*
Beautiful :k:
thanks for sharin’ shab-e-hijaR ..
reet
5
Re: mujhay yo-u laga kisi hath nay mery dil par teer chala diya
koi asi baat zaroor thi shab-e-wada jo woh na asaka
koi apna waham tha darmiya-n ya ghata nay usko dara diya
nice…:k:
Koyal
6
Re: mujhay yo-u laga kisi hath nay mery dil par teer chala diya
:k: 

mery pass asa tilis'm hai, jo kaye zamano ka ism hai
usay jub bhi socha bula liya ,usay jo bhi chaha bana diya
wah ... kaala jadu to nahi ?
nice :)
Re: mujhay yo-u laga kisi hath nay mery dil par teer chala diya
Nice one … Tnx for Sharing 
Re: mujhay yo-u laga kisi hath nay mery dil par teer chala diya
Nice :k:
system
10
Re: mujhay yo-u laga kisi hath nay mery dil par teer chala diya
Wah.. great! Thanks for sharing shab... who is the poet? :-)
Azad
11

hummm