Meri pehli poem hai..
ahem.. to irshad hai…
==============
baatain unkee jiss tarha
chooti hain meray dil ko
behlati hain mujhay
jab kabhi hum alag ho
mujhay yaqeen nahee hota
dil chahta hai keh may
rahoun us ka har dam
aur baatoun us say
har khushi, har gham
mujhay yaqeen nahee hota
diya hai dil unko
yeh main nay keh kar
rakhna hifazat say issay
apni zindagee samajh kar
mujhay yaqeen nahee hota
aakhri ilteja hai meri
keh rahoun main tera har sada
Khuda nay banaya jo tujh ko
Us ka kaisay karoun may shukriya
mujhay yaqeen nahee hota.!
wah re Canada mien tu boht shair bethey hoay hein.. :halo:
P.s veryy nice…
achiii likhee hai apne.. keep it up

^^ thanku jee..
hum nay waisay taang bohot tori hai..
lekin ab ehsaas jaga hai..
blink blink blink
Dania
4
wow…bohat hi zabardast nazm likhi hai aap nay :k: 
lol… koi baat nahi ap joorne ki himmat kerien jurr jaye gi… 
Re: Mujhay yaqeen nahee hota…


yaaar it starts getting funy after second ‘yaqeen nahien hota’ 
oyieee kidding apart, I really like it, bohat achi koshish hey, keep it up. :k:
btw kiooN yaqeeN nahien hota? 

jin jin kee tangain toree hain.. un un ko main khiraje aqeedat pesh karta houn..

Ab hum Doctor ban gaya hai.!! 
Re: Re: Mujhay yaqeen nahee hota…
kiya karoun ..woh kehtay hai naa.. Rassi jal gayee par bal nahee gaya.. 
haa.. abhi to shuruwaat hai.. ab next is say zada achi ho ga inshaAllah..
yaqeen nahee hota keh aisa bhi huwa hai.. lekin ab ho gaya hai.. rolleyes:
NiMMi
9
nice KHUD LIKHI HAI ;)
eheheh good one :D
ab kia faida khiraaj-e-aQeedat paish kerne ka.. becharooon ko langra ker diya hai ap ne :halo:
where’s mithaai?:halo:
^^ jee janaab
Allah ka karam hai..kabhi gharoor nahee kiya..:p
Dania
13
kis kay liyah likhi hai? ;)
Arvind
15
Yeh to kalaam rasili hain!