Mujhay tumhara bahut khayaal hai...

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

hajaar baar socha ye joke tumhaare liye bhej du..par joke itna jabardast hai ki aap ko hans hans kar kahi heart attack na aa jaaye bus is baat ka lihaaj karke joke nahi bhej rahe… ab dost hi dost ka khayaal nahi rakhega to kaun rakhega… bye…

Re: Mujhay tumhara bahut khayaal hai...

Hm....

Re: Mujhay tumhara bahut khayaal hai...

lol

Re: Mujhay tumhara bahut khayaal hai…

haNsna hey is pe? :bummer:

Re: Mujhay tumhara bahut khayaal hai…

**yehi mujeh bhii poochhnaa thaa :D…vaise:

yeh joke (?) kia India meN originate huaa? kiuN k, har lafz meN Harf-e-ZE ko Harf-e-JEEM likhaa gayaa hai jaise:

haJaar
Jabardast
lihaa
J**

Re: Mujhay tumhara bahut khayaal hai…

buhat hansi ai :crying:

Re: Mujhay tumhara bahut khayaal hai...

india main originate hua ya nahi is baare main pata nahi...but poster indian hai...woh her joke isi style main likhti hai :)

Re: Mujhay tumhara bahut khayaal hai...

post karne wala** "poster"** hota hai.....bada maza aaya ye jaankar... Meera ki yaad aai..

Re: Mujhay tumhara bahut khayaal hai...

poster ke do maani hain

1) the picture, banner etc
2) sender (someone who posts a msg online)

tou is hisaab se post karne wale ko poster kehte hain.

Re: Mujhay tumhara bahut khayaal hai...

i am blaming myself for clicking on it :(