mujhay thookrooN se pata chala mera haath hai kisi hath maiN

meri raat diN maiN chupi huwei
mera diN chupa kisi raat maiN

meri zindghi koi raaz hai
koi raaz hai meri baat maiN

maiN jahan kahiN bhi ulaj gay’aa
wohi girtey girtey sambhal gay’aa

mujhay thookrooN se pata chala
mera haath hai kisi haath maiN

Re: mujhay thookrooN se pata chala mera haath hai kisi hath maiN

mujhay thookroo’n say pata chala
mera hath hai kisi hath mai .. wah wah Beautiful :k:

Re: mujhay thookrooN se pata chala mera haath hai kisi hath maiN

Zabardast:)

Re: mujhay thookrooN se pata chala mera haath hai kisi hath maiN

V. Nice koyal..

Re: mujhay thookrooN se pata chala mera haath hai kisi hath maiN

wahh bohat aala

Re: mujhay thookrooN se pata chala mera haath hai kisi hath maiN

butiiphul :k:

Re: mujhay thookrooN se pata chala mera haath hai kisi hath maiN

tasveer bata rahi hay
haath ap ka naak pe hay

bahut aalaa g

Re: mujhay thookrooN se pata chala mera haath hai kisi hath maiN

Excellent Koyal..:k: