mujhay tay'Ree judaa'ee nay yahi may'Raaj bakhshi hai

Re: mujhay tay'Ree judaa'ee nay yahi may'Raaj bakhshi hai

kabhi koi nahiN sunta
may'Ray alfaaz ki siskee
falak bhi jo hila daalay
may'Ray lafzoN maiN haiN shamil
ussi taa'seeR k aa'nsoo
kabhi daikho may'Ray humdam

nice stuff nikammi :)