Mujhay Talash Hay Us Ki Jo Meray Jaisa Ho

**Na Woh Farishta Ho…!!!

Na Woh Farishta Ho Na Farishtey Jaisa Ho
Mujhay Talash Hay Us Ki Jo Meray Jaisa Ho
Meray Khaluos Ko Pehchanta Ho Bas Kafi Hay

Woh Koi Bhi Ho,Kahin Bhi Ho,Kaisa Bhi Ho
Jo Khuwab Denay Ko Qadir Ho Meri Aankhoon Ko

Meri Muhabbat Ko Pehchan Sakay Woh Aisa Ho
Meri Khatir Marney Ka Hosla Bhi Rakhta Ho
Agar Kabhi Rooth Jaoon May Us Say To
Muskra Kay Manayee, Woh Aisa Ho

Jo Baat Karey To Woh Nibha Bhi Sakey
Iradon Mein Woh Apney Chahtaoon Jaisa Ho

Dukhon Mein Hansney Ka Hunar Janta Ho
Ik Aisa HumSafar Jo Samander Ke Tarha Gehrah Ho

Us Kay Pyar Ke Thandak Ho Meray Liyae Aise
Key Woh To Bilkul Aasman Kay Chand Jaisa Ho

Woh Sirf Mera Ho Jo Nighaoon Main Haya Rakhta Ho
Umar Bhar Sath Chalay Woh Aisa Hooo…!!!
Mujhay Talash Hay Us Ke Jo Meray Jaisa Hooo…!!!**

Re: Mujhay Talash Hay Us Ki Jo Meray Jaisa Ho

me u jesi nai hoon shukr hai :blush:

Re: Mujhay Talash Hay Us Ki Jo Meray Jaisa Ho

aa jaao kay abb to anaay ki gharee hi
der say ao gay to kaho gay borhe khare hi
tum:nessy: DANIA der na kar lena apnay jasay k wait mi:mocking:

Re: Mujhay Talash Hay Us Ki Jo Meray Jaisa Ho

wah wah my all time fav :lajawab:

Re: Mujhay Talash Hay Us Ki Jo Meray Jaisa Ho

Aina dekho apnay jassa miljaye ga :chai:

Re: Mujhay Talash Hay Us Ki Jo Meray Jaisa Ho

:rotfl: :rotfl: :rotfl:

Re: Mujhay Talash Hay Us Ki Jo Meray Jaisa Ho

Bhut Khoob :lajawab:

Re: Mujhay Talash Hay Us Ki Jo Meray Jaisa Ho

Very Nice Dania..:k:

Re: Mujhay Talash Hay Us Ki Jo Meray Jaisa Ho

Good one …:k:

Re: Mujhay Talash Hay Us Ki Jo Meray Jaisa Ho

bht aalaa