kaha us nain
mujhay “tab” waqee tum say mohabat thee
kaha main nain mujhay to aaj bhe tum say mohabat hai
woh tab ke baat karti hai
main abh ke baat karta hoon
magar jo fassla “tab” aur “abh” k darmyan hayaal hai
woh hum say to mil kar bhe sameeta ja nai sakta
woh “abh” tak aa nai sakti main “tab” ko paa nai sakta
Re: ~~mujhay "tab" waqee tum say mohabat thee~~~
nice one...................................
Re: ~~mujhay "tab" waqee tum say mohabat thee~~~
ab kia huwa :p beautiful sharing :)
Re: ~~mujhay “tab” waqee tum say mohabat thee~~~
very nice sharing :k:
Re: ~~mujhay “tab” waqee tum say mohabat thee~~~
ye poem to men pehle bhi 2 times share kr chuki hon tab to kisi ne kabhi comment nhi diya.
anyways its very nice sharing ahsan.![]()