may nay dil say kaha
aye dewanay bata
jub say koi mila tou hai khoya hua
ye kahani hai kia
ye hai kia silsila
dharkanon may chupi kisi awaz hai
kaisa ye geet hai kaisa ye saaz hai
kasi ye baat hai kaisa ye raaz hai
aye dewanay bata
merey dil nay kaha
jub say koi mila
chand,taray,fiza
phool,bhonwaray.hawa
ye haseen wadian
nila ye asmaan
sub hai jaisay nia
merey dil nay kaha mujh ko ye tou bata
jo hai tujh ko mila
us may kia baat hai
kia hai jalwa gari kon hai wo bata
aye dewanay bata
merey dil nay kaha
na wo koi pari,na wo koi mah jabien
na wo dunia may sub say zida haseen
sidi sadi si hai bholi bhali si hai
lekin us may ada ek nirali si hai
us k bin mera jina tou bekar hai
may nay dil say kaha
baat itni si hai
kay mujhay piyar hai
merey dil nay kaha
mujh ko ikrar hai
han…
mujhay piyar hai
Re: mujhay piyar hai
ye poem hia ye song hai ![]()
wasay jo bhi hai lovely hai ![]()
Re: mujhay piyar hai
MUJHE BH TUM SE PYAR HAIII BHEEGII :p NICEEE
Re: mujhay piyar hai
very nice :)
Re: mujhay piyar hai
thanx red n hijr
Re: mujhay piyar hai
han…
mujhay piyar hai…![]()
![]()
Achee nazam hai:
Re: mujhay piyar hai
thanx SJ
mujhay pata hai k tumhein hai ![]()
Re: mujhay piyar hai
LOL…
yaar Ramadan Mein koi sharam karo:smilestar:
itna bara Ilzam Wo bhi meray sar…Akhir kyun:faizy:
Re: mujhay piyar hai
kyun ramazan mein pyar ka naam lena mana hai
meinney kab ilzaam lagaya khud hi kaha
han…
mujhay piyar hai…
![]()
saboot hai yeh
Re: mujhay piyar hai
Poem tum nay share ki hai yaar!!!![]()
tum Aitraaf kar rahee ho…khud…aur Naam mujh Masoom ka:teary2:
Re: mujhay piyar hai
aik hi masoom kafee hai humein tum na bano ![]()
Re: mujhay piyar hai
LOL…yaar uss mein aur mujh mein faraq hai…mein such much wali Masoom hon
Re: mujhay piyar hai
zamana nazuk hai ![]()
kya pata kon asal hai kon nakkal :aq:
Re: mujhay piyar hai
Hmmmmm…
I m cent per cent Orignal one:D
Re: mujhay piyar hai
![]()
Re: mujhay piyar hai
achi nazm hai