Mujhay miti k ghar bananay ka shoq tha

Mujhay miti k ghar bananay ka shoq tha, ussay ashianay giranay ka shoq tha,
main khud say rooth jata hoo aksar is liay, mjhay rothay huway log mananay ka shoq tha,
usay waadon ki pasdari pasand na thi, lekin mujhay ahad nibhanay ka shoq tha
main masroof tha tanhayoon ki talsh main usay logoon say milnay milanay ka shoq tha
woh bewafa tha to ismain hirat kiy baat kiya? mujhay b bewafa say dil laganay ka shoq tha

Re: Mujhay miti k ghar bananay ka shoq tha

:k:

Re: Mujhay miti k ghar bananay ka shoq tha

nice daaniaa :)