mujhay likha hai kaal usnay

**Mujhay Kaal is’nay lika hai
mein uus’ko yaad atah hoon
mein Aksaar yaad atah hoon

mujhay likha hai kaal usnay
kay woh saree raaz kee batien
jin’hay dil ko karnay ko
Ek saa’maay kee zaroort hoo
or saa’may dost say acha
bha’laa koon hotah hai?
wooh joh dil mein rahtah hai
hum’hain khush raknay ko har pal
humaree baat suntah hai
baywa’qoofi pay hastah hai
ghum’oon pay sath roootah hai
Raa’ay Zindaghee mein
jab khabee yeah Mooar atah hai
ushay mein yaaad atah hoon
mein aksaar yaad atah hooon !

woh eek raaz joh usnay ,serif
meray saath baa’taa taah
Jab apnay dil ka booaj usnay
meray seenay pay rakha tah
woh ek raaat ke baatieen
zahan O dil kay daree’chay say
bin bu’la’ay jabh be athee hain
ushay Aksaar saata’teen hain
Wooh jitna saata’teen hain
mein utt’na yaaad ataah hoon

mujhay likaa hai kaal usnay
mein uss ko yaad atah hoon
mein aksaar yaad atah hoon !! **

Re: mujhay likha hai kaal usnay

Wah!:k:

Re: mujhay likha hai kaal usnay

Shukriya

Re: mujhay likha hai kaal usnay

kahan se cheating kar kay yeh post kiya hai

Re: mujhay likha hai kaal usnay

Cheatin kia:)

Haaath kaangaan ko Arsii kiaa , orr parhay likaay ko Faarsii kiaaa

i was about to ask Anwaar bahi to go on with a Taaraa.eee Musha.eraa on this forum :)

phir pata chal jana hai , kon kitnay pani mein hai !

Re: mujhay likha hai kaal usnay

wah wah
gazab ki nazm hai

Re: mujhay likha hai kaal usnay

Awesome nazam…:k:
keep sharing ur work…
its a pleasure to read good piece of poetry…:slight_smile:


Re: mujhay likha hai kaal usnay

**kal usnay mujhay likha tha
main usay yaad aaya tha
aaj main usay likhta hoon
vo mujhay yaad aaya hai

apna dil halka karnay ko
usnay raaz apna batayaa tha -
das laakh rupiaah usnay
Pakistani bank se churaaya tha

police ko main nay nahin bataya
vo pukka dost mera ban gaya
jab usko is baat ka dar lagta hai
mujhay yaad kar k likhta hai

dekho na ji hum kitnay achay insaan hain
vo chor hai main chori uski chchupata hoon
vo daghay baaz hai main bhi vohi hi hoon
vo mera dost hai main uska dost hoon

vo mujhay aksar yaad karta hai
main usay aksar yaad karta hoon
aur tum aksar meri rickshaw waali
ya trucker waali shairi partay ho**

Re: mujhay likha hai kaal usnay

nahi karo yaar , I aint in mood !

Re: mujhay likha hai kaal usnay

Yaad a'ay jana tu ek beikthari faail hai !