mujhay kia dabaa sakay gaa koi taaqatoN ka paala

Meray haath maiN qalam hay, meray zehn maiN ujaala
mujhay kia dabaa sakay gaa koi taaqatoN ka paala
mujhay fik’r-e-am’n-e-aa’lam, tujhay apni zaat ka ghum
maiN tuloo’ ho raha hooN, tu ghuroob honay waala

  • Habib Jalib

Re: mujhay kia dabaa sakay gaa koi taaqatoN ka paala

Bhot Zabardast.

Re: mujhay kia dabaa sakay gaa koi taaqatoN ka paala

bohat khoob... Gr8!

v nice one :)