mujhay khusboo-n main basa gya tera pyar ek hi raat main

woh mahkati palkoo’n ki oot say koi tara chamka tha raat main
meri bund muthi na kholiay wohi koh-e-noor hai hath main

main tamam taray utha utha kay gareeb logo main bant doo-n
kabhi ek raat woh asmaan ka nizaam day mery hath main

abhi shaam tak mery bagh main kahi koi phool khila na tha
mujhay khusboo-n main basa gya tera pyar ek hi raat main

teray sath itnay bohat say din to palak jhapaktay guzar gaye
huwi sham khail hi khail main, kati raat baat hi baat maiN

kabhi saat rangoo-n ka phool ho-n kabhi dhoop hoo-n kabhi dhool ho-n
main tamam kapray badal chuka teray mousamoo-n ki ba’raat maiN

Re: mujhay khusboo-n main basa gya tera pyar ek hi raat main

nice
shab e hijr je ap nay to sahi ka hijr payda kar diya hum dono mei
ati raha karain chehra dikhati raha karain :hug:

Re: mujhay khusboo-n main basa gya tera pyar ek hi raat main

luv this ghazal..

thanks for sharin' :)

Re: mujhay khusboo-n main basa gya tera pyar ek hi raat main

Amazing stuff , thanks for sharing:-)

Re: mujhay khusboo-n main basa gya tera pyar ek hi raat main

:k: Tnx :slight_smile:

Re: mujhay khusboo-n main basa gya tera pyar ek hi raat main

Nice :k:

Re: mujhay khusboo-n main basa gya tera pyar ek hi raat main

Excellent Shab... !!! Thank you for sharing.. Do you know the name of the poet? :-) *

Re: mujhay khusboo-n main basa gya tera pyar ek hi raat main

khoobsurat :)

Re: mujhay khusboo-n main basa gya tera pyar ek hi raat main

Beautiful per kon tha wo :stuck_out_tongue:
*