**Mujhay Is Aas Pay Jeenay Ka Saliqa Nahi Aata
Koi Mera Hay To Phir Muj Main Simat Q Nahi Jata
Dil E Nadan Ki Tasalli Ko To Hain Afsanay Bohat
Lekin Ye Dil Chupkay Say Sambhal Q Nahi Jata
Hazaron Logon Nay Jhanka Meray Dil K Jahan Main
Janay Us K Siwa Yeh Nagar Bas Q Nahi Pata
Subh O Sham Ankhon Main Basa Rakhi Hy Soorat Uski
Mein Us K Dil Main Bas Jaon Yeh Hunar Q Nahi Aata**
jiia
2
Re: Mujhay Is Aas Pay Jeenay Ka Saliqa Nahi Aata

**
Subh O Sham Ankhon Main Basa Rakhi Hy Soorat Uski
Mein Us K Dil Main Bas Jaon Yeh Hunar Q Nahi Aata
KAHLIL JABRAN kehta hy
MOHABT KOE POST CARD NAHI HOTI K
JAWAB ME B MOHABAT HI MILE **
Re: Mujhay Is Aas Pay Jeenay Ka Saliqa Nahi Aata
Right…:k:
Re: Mujhay Is Aas Pay Jeenay Ka Saliqa Nahi Aata
**
Hazaron Logon Nay Jhanka Meray Dil K Jahan Main
Janay Us K Siwa Yeh Nagar Bas Q Nahi Pata
Lagta hai dil pe aaseb ka saya hai
**
tarash
5
Re: Mujhay Is Aas Pay Jeenay Ka Saliqa Nahi Aata
**Hazaron Logon Nay Jhanka Meray Dil K Jahan Main
TOLET ka board to nahin laga rakha jo sab jhaank rahy hain
**
Re: Mujhay Is Aas Pay Jeenay Ka Saliqa Nahi Aata
Koi Taweez Rad`dy Bala ka…?
Zaati Tajar ba…?
Mujhay Is Aas Pay Jeenay Ka Saliqa Nahi Aata
ho