Mujhay ghussa aa raha hay

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Mirror daik layteen heart attack ho jatah :stuck_out_tongue:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

:barbie: yeah kaisa wahiyaat naam hay

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

yaar, dekho your personal experiences dont work for everyone.

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Allah allah, fraudia kay liyay Ehtraaam to dekhiyay. itnee izzat

wisay achchee baat hai, honee bhee cha’ee’yay

Buchchoo mujhay to pehlay hee pataa thaa kay daal poree kee poree kalee hai

Chal Danday-Wlay yaar boree’aa bister sumait. Yahaan to kaam nahiN banay gaa.

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Maar khani hay kya?? :kursi:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

:rotfl:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

YOU DON’T KNOW DHOTI MAIN DHAMAKA? :eek:

wo aaj kal kuch busy hay, aaye ga to khudh tuaraf karwa day ga.

Chalo Dhoti ko bhi choro.. How about a prince?

Prince Ali bhi majood hay, with his Alladin ka chirag.

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Kaunsi daal :konfused:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

lol at tariq uncle:rotfl:

oh that kursi wali smiley is so cute:blush: woh bhi aliyish kai sar par

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

motiii :yawn:

tum mujhy khwaab main aa kr kioo dera rahi thee

just waking up

:stuck_out_tongue:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Aap aisa karain apna naam danday wala say badal kar Shadi karanay wali Booaa rakhin lain :cb:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

danday waley now u have done it, khabar daar jo DMD ya PA ka naam liya to:mad2::mad3:

khaas tor par ali ka!

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

did well for ya indeed :P socha yaha be chal jaay shayad :P

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

hayeeeeeee sachi main tumharay khawbaoon main aai thi :blush:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Chalo ab shramaa’o mut, fuzool main

Waisay Yeha jo yellow rung hai aap kee smiley kaa, does that signifies Ubtan color or something

BaRee taiz ho tum larkee, saree tayyaaree pakRee hoee hai bha’ee

yeah Dulhaa miaN kahaN reh ga’yay is waqt

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Fraudia jee is berry berry handsome :snooty:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

haan to aur kiaa

u were inviting all us flooders to dinner

so nice na

kab aain phir humm ???

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

is motay nadeeday shaqs to khar waqt daal ka khyal rehta hai. kabhi kaheen dal galti nazr aati hai, kabhi daal mein kuch kala nazar ata hai. kabhi jooton mein daal bat-ti dekhta hai..

tariq admi say ziadah daal-mot hai.

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

aap kaunsi bollywood film dekh kar aain hain :barbie:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Tariq pai hosla kareiN, abhi kuch nahi bigra.

Ho sakta hay Adrasteia kay dil MaiN Allah miaN narmi paida farma day.

Aap bas wo zara maskeen si shakal banaiN dubara.

Nahi to waqi maiN langoti kaasni parey gi, booriya bistar bhaandna parey ga, aur kooch karni parey gi.