Mujhay ghussa aa raha hay

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

haiN? Zehar nahi mila to aliyish pai kay haath ki bani hoi chai pi laini thi.

ek hi baat hay.

Waise esi depression wali baateiN? kher to hay?

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Ohoo tau aisa karain na aap Tariq ko adopt kar lain

Sara din cheechun cheechun kartay rahna :cb:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

tariq pai kai 2 bachay hain:rolleyes:

waisay ad baji when i was i was tlaking about marnay wali baatain u got naraz now u dont start ok:bummer::frowning:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Jee aurtoon ko depression warsay main mila hay :bummer:

allah mian baray meherban hain, daitay howay bola thero main aurtoon ko depression bhi day daita hoon :mad:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

aap razee hain to main kar laita hoon

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Roka kis nay hay :naraz:

aisha sowwie :frowning:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

u should be:(

:naraz:

dont be so sel-fish

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

To bhai kiyaa karoon agar 2 hain, her koee meray bachoN may interested hai. Meri koee baat hee nahiN ker rahaa

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Boss, I have to ask Fraudia and Aliyish, They are good friends, wo naraaz na ho jaa’aian

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

chalo phir bhi, kuch ghor to karo. Tariq bhai barey kaam ki cheez haiN, ghar kay saarey kaam jaantey haiN, pooch kay dhek lo.

Pakoray bhi bana saktay haiN. Aur aap ko depress bhi nahi honay daiN gay, bohat jolly haiN.

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

:hmmm:aisha tumhein kaisay pata

:smilestar:tum baby sitter ho kya???

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

to aap ki baat kyon karain, bachay hain aapke:rolleyes:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

kyoon :aq:

Aliyish ko adopt aap kar rahay hain, Fraudia kyoon naraz hoon gay.

Wo tau khush hoon gay, chalo aik say jaan chooti :halo:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

choti behn apni api ko marti ho, kitni bori baat hai:rolleyes: go read his b entry

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

yeah to batain, aap ko unki personal details itni tafseel say kyoon pata hain :confused:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

lol

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Wo to sab Cafe waluN ko pata haiN, aap ko nahi pata?

Chalo choro Tariq bhai ko, Dhoti maiN Dhamaka kay baarey maiN kya khyal hay?

Wo har waqat phul jhariaN choray ga. :cb:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

dhoti mai dhamaka?:eek: danday walay pai saheb had mai rahain:mad:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

haaan, jaaan hi chhoot jaye gi..

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

I had corn flakes in Sehri.

Still thinking about those.

Lekin kuch dair maiN Aftari ho jaye gi. Masha Allah.