Mujhay ghussa aa raha hay

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Kahin nah jaraha , ghar pay he rest kar'raha hoon 2 weeks , eid pay shayad Manchester jaoon !

Kyon ap nay kuch samaan send karna hai PAK ?

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

tau jaa kar sooain na, hum nay koi mana kiya hay :emmy:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Nahi abhee ek hour hai !

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Kon chips kay Fraudia bahi ?

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

typical aapa samajh rakhah hai

nahee gifts mangwaney thay

:P

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Muj say nahe hotee Aurtoon ki shoppin :p

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Fraudia bhai namkeen hain??

You sometime amaze me with your knowledge, Ali

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

soo tou raha hoon :sleep2:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

yea shyn nay kahin tlk ka kaam to nahee ker dia

ER main ???

mera dil bara zor say dharak rha hai

:(

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

:hoonh:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

tum say matlab :snooty:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

AurtiN kee vocabulary khoob pataa hai, shopping nahin hotee

Actually Hin wanted you to bring some gifts so she can give them to me, mardon kee shopping hai

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

ohoo tau udhar jaa kar sooaain na, idhar kyoon kharatoon say shor macha rahay hain :emmy:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Khushee kay maaray??

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

is it that what ya told me last nite on D' bone , when ya were sharing the good time u had with fraudia bahi on yr 1st date !

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

sara surprise bigar diaa naa :hoonh:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

typical KHi ki chichori larki ho :slight_smile: wohi saray dialogue hain . desi kahin ke !

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

yea thread R rated ho is say pehlay i shall take leave

:wave:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Ko’ee aur hoga wo

Main to ibaadat kar rahaa tha

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

dekhain aap donoo kya kya share kartay hain, apnay tak rakhain :emmy:
Humain naheen pata karna