Aliyish
October 5, 2007, 4:37pm
181
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
So what is your sepciality
If it has anything to do with Nueroscience, let me know. EIk do kaa ilaaj karwana hai
App yea kahya karo bas sahe ho ja'oo gaY:
7-chloro-1,3-dihydro-1- methyl-5-phenyl-2H-1,4-benzodiazepin-2-one
hin33
October 5, 2007, 4:37pm
182
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
shopping karwao gi??
hubby k pocket say acha khasa haath saaf kia hai
we r gonna party girl
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
^karao larai
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
aisha mujhay bhi aana hay
cotton candy dilaoo gi na
aur main icecream bhi khaaon gi
TLK
October 5, 2007, 4:38pm
185
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
bolo bolo tell tell.........kaho tho Jee joo se hi ye shub kam shuru kerdein...:ASA:
kitti zaheen ho na tum choti
bus khud hi samajh jao
:CareBear:
Sahram karo tum donOn, eik shareef aadmee kaa mazaaq urtay sharam aanee chha'eeyay
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
hin33
October 5, 2007, 4:39pm
187
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
Buree see laraa'ee chalay gee.
cause I know how to do that
fraudia said u 'mack' whatever that is .. me cose u think i m a guy ..
aap ko jawab ni daina????
TLK
October 5, 2007, 4:40pm
188
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
adrasteia:
Tum kiyaa kahin Night Watchman ho kiyun kay according to my calculation, it must be 2:30 or 3:00 in the morning for you
hin33
October 5, 2007, 4:40pm
189
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
adrasteia:
after all they ‘husbands’ do come in handy once in while
‘party like a rock star’
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
Ghalat
Its 2.41am
Im watching you
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
aap kai liye kuch bhi chalai ga “BAJI”
ITS GREAT THAT ADRASTEIA IS COMING WITH ME:aq:
hin33
October 5, 2007, 4:42pm
192
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
Sahram karo tum donOn, eik shareef aadmee kaa mazaaq urtay sharam aanee chha'eeyay
dekho shyn ab kitna der kr kanp rhay hainn
heheheheh
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
par jhanjat hotay hain, ganday hotay hain, messy bhi, aur demanding bhi
TLK
October 5, 2007, 4:43pm
194
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
fraudia said u 'mack' whatever that is .. me cose u think i m a guy ..
aap ko jawab ni daina????
Fraudia said that I think that you are a guy???
I dont even know what mack is
I will ask him
Oye Fraudia yeah kia bukwaas kee hai bha'ee tum nay
Aliyish
October 5, 2007, 4:44pm
195
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
Tum aurtoon say kaaam Demandin hoTay hain , 7 months ki pregnancy mein raat kay 2 bajaay choclate cake nahee kahnay ko maangtay hain ! huh
TLK
October 5, 2007, 4:44pm
196
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
dekho shyn ab kitna der kr kanp rhay hainn
heheheheh
Der ker nahIn kaanp rahaa bachchoo, surdee ho rahee hay yahaN
sheyn
October 5, 2007, 4:44pm
197
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
woh tho logoon key samney sher banthey hain…asal mein :halo:
waisay Didi …darthey hua Jee joo kithnay cute lagthay hai na …
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
Is main aisay eyebrow uthanay ki kya zaroorat hay
Main na aaon??
hin33
October 5, 2007, 4:46pm
199
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
aray yehi nahee annoying bhii
ew ew eww
but
money eyes
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
AHAAA!!! Dekhain Dekhain Tariq main nay naheen kaha tha kay Islam main Aliyish jaisi cheezon say shadi karna Haram hay. 7 maheenay ki pregnancy kis janwar ki hoti hay