Re: Mujhay ghussa aa raha hay
theli mein lay aaon? :D
haan zarror in ki kuch yaadien taza ho jaain , woh din jaab yea 8 say 10 muhaaraam taak , truck paay neeyaaz baat'tay loogon kay peach bha agtay thay , kahtay howay ' oh bahi aray bahi ek mujay bee day dooo ' .
jab ek milti tu us ko chupaa kar dosrii maangnay lagtay ! or kohi paychan laytay tu kahtay nahee woh mayra jurwaa bahi hai , uncle qasam say mein nay nahiii leee . mujay bbee biryanii day dain please !