Mujhay ghussa aa raha hay

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

ji bari meherbani, tashreef laiye..

tariq...oye..baray log aaye hain bhag kar thandi bottle lay aa, haan aur samosay..shabash.

aliyish, bara daree kay darwazay kholo, taqt par saaf gao takyay rako aur huqqay kay liye chillum lay kar aao