Mujhay ghussa aa raha hay

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Ohoo main itni bhi pagal naheen hoon.

Woh meri screen naheen dekh saktay :phati:

Aur Im the only lady here, baqi teenoon mushtanday hain
Zara daraooni shakal bana kar bethna parhta hay rob shob dalta hay na :slight_smile: