Mujhay ghussa aa raha hay

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Tariq pai hosla kareiN, abhi kuch nahi bigra.

Ho sakta hay Adrasteia kay dil MaiN Allah miaN narmi paida farma day.

Aap bas wo zara maskeen si shakal banaiN dubara.

Nahi to waqi maiN langoti kaasni parey gi, booriya bistar bhaandna parey ga, aur kooch karni parey gi.