mujhay au'rnay day aziyatain meri adatain na kharab kar

na sama'aaton main tappash ghulay na nazar ko waqf e azaab kar Jo suna'ee day ussay chup sikha jo dikha'ee day ussay khwab kar

abhi muntashir na ho ajnabi na vissaal- e-rutt k karam jata
jo teri talaash main gum huay kabi un dinon ka hisaab kar

meray sabar pe koi ajar keon meri dehleez pe ye abar kyoon
mujhay au’rnay day azi’atain meri adatain na kharab kar

kahin aablon k bhanwar main kahin dhoop roop badan main sajain
kabi dil ko thall ka mizaj day kabhi chashm e tar ko chanab kar

ye hujoom har sitam garan na sunay ga teri sada kabi
meri hasraton ko sukhan suna meri khwahishon say khitab kar

ye juloos e fassl e bahaar hai tehi dasst yaar saja issay
koi ashk phir say sharar bana kar zakhm phir say gulaab kar

Re: mujhay au’rnay day aziyatain meri adatain na kharab kar

bohot khoob bholibisri jee :k:. yay shair to bohot hi acha hai:)

Re: mujhay au'rnay day aziyatain meri adatain na kharab kar

Umdaa Bohat Umda

tumhein jab kabhi milein fursatein, merey dil sey bojh utaar do
main bohat dino sey udaas hoon mujhey koi shaam udhaar do
mujhey apney roop ki dhoop do keh chamak sakein merey khaal-o-khad
mujhey apney rang mein rang do, merey sarey zang utaar do

Re: mujhay au’rnay day aziyatain meri adatain na kharab kar

Beautiful :k:

Re: mujhay au’rnay day aziyatain meri adatain na kharab kar

very beautiful :lajawab:

Re: mujhay au'rnay day aziyatain meri adatain na kharab kar

Beautiful.. :)

Re: mujhay au’rnay day aziyatain meri adatain na kharab kar

thanks sheal g :slight_smile:

Re: mujhay au'rnay day aziyatain meri adatain na kharab kar

very rythmic.. if you know that name of the poet, do let me know...

you know I always look for poet's name for many reasons....

Like I can relate it to his/her other piece of poetry, compare it with what I have so far read about the poet's litrature personality or what is my own perception about the poet.... and many other factors.... it makes me understand the idea and thoughts behind the writting... If it's a new poet, I have an avenue to explore some one new....

Like they say, it is always good to put a face with a name... similarly my philosophy is that it's always good to put a name with a poem... :)

Re: mujhay au'rnay day aziyatain meri adatain na kharab kar

Beautiful..

Re: mujhay au’rnay day aziyatain meri adatain na kharab kar

good one :k:

Re: mujhay au’rnay day aziyatain meri adatain na kharab kar

thanks prince sahib :slight_smile:

Re: mujhay au'rnay day aziyatain meri adatain na kharab kar

thanks i will try to b philospher next time and find poet name :)
like your sig :)

Re: mujhay au'rnay day aziyatain meri adatain na kharab kar

shukria emaan:)

Re: mujhay au'rnay day aziyatain meri adatain na kharab kar

beautiful koyal jano:)
ek nick se kam chalaou naaaaa :p

Re: mujhay au'rnay day aziyatain meri adatain na kharab kar

^
:D

Re: mujhay au’rnay day aziyatain meri adatain na kharab kar

:eek:
mai bi kaho koyal gaieb kidhar hai :rolleyes:

Re: mujhay au’rnay day aziyatain meri adatain na kharab kar

aik he naak se kaam chala rehi 2 naak kesay lag saktey aik face pe:snooty:

Re: mujhay au’rnay day aziyatain meri adatain na kharab kar

ap khud dekho pic main dil hath main leay phir rehi hain ap ko koyal ka kia pata hona hai..i guess that’s how much ppl love koyal k aik ajnabi main koyal ko dhoondh rhaya:D ..shaki mizaj aurat..me samj sirf mard he shak kartey :snooty:

Re: mujhay au'rnay day aziyatain meri adatain na kharab kar

meray sabar pe koi ajar keon meri dehleez pe ye abar kyoon
mujhay au'rnay day azi'atain meri adatain na kharab kar

Very Nice Choice

Re: mujhay au’rnay day aziyatain meri adatain na kharab kar

wese hee jese 2 nick leg sekte gs pe:naraz: