*
kabhi youn bhi ho kay meray liye tu apnay ap ko har day
kabhi youn bhi ho mujhay jeet ja aur meray dil ko karar day
meray hum nafas meray hum-nasheen mujhay kya garz is jaha’n say
mujhay tu milay milay zindagi meri sadgi ko sanwar day
mera dil bhi tu mera maan bhi mai tujhi main ho tu mujhi mai hai
mujhay apnay ap mai khooj lay mujhay khushboo’n ka hisar day
kabhi youn bhi ho mujhay bhool ja mujhay karday khud say budguma’n
kabhi youn bhi ho kay nigah dal jo chahtoo’n ki phawar day
*
Re: mujhay apnay ap mai khooj lay mujhay khushboo’n ka hisar day
Very Nice sharing Shabboo.. :k:
Re: mujhay apnay ap mai khooj lay mujhay khushboo’n ka hisar day
So sWEEt shab jee :k: khush rahiye !
Re: mujhay apnay ap mai khooj lay mujhay khushboo’n ka hisar day
bohat khoob :k:
Re: mujhay apnay ap mai khooj lay mujhay khushboo'n ka hisar day
kia khoobsoorat hai shabo ji...thanx
yeh sab khudi to nai hota
himat karo Allah behtar kary ga :k:
Re: mujhay apnay ap mai khooj lay mujhay khushboo’n ka hisar day
:k:
S.786
9
Re: mujhay apnay ap mai khooj lay mujhay khushboo'n ka hisar day
bhut omda
Re: mujhay apnay ap mai khooj lay mujhay khushboo'n ka hisar day
Buhat Aalaa Janab :~)
muncho
11
bajafarmaya, taali tu kum so kum 2 haahoan se bajti na g!!
Aryaan
12
Re: mujhay apnay ap mai khooj lay mujhay khushboo’n ka hisar day
Very Nice Shab-e-Hijar..
Sheal
15
Re: mujhay apnay ap mai khooj lay mujhay khushboo'n ka hisar day
very nice shaboo :)
PS: yahan to baray baray logoon nay bhi comment kia hoa hai :p
bajafarmaya, taali tu kum so kum 2 haahoan se bajti na g!!
wth you talking about
ab tali bajany walo ka yahan kya kam
Allah bachai
Re: mujhay apnay ap mai khooj lay mujhay khushboo'n ka hisar day
aur idahr koi bacha nai hua :D
Ahmi
18
Re: mujhay apnay ap mai khooj lay mujhay khushboo'n ka hisar day
Nice shab jee..
Re: mujhay apnay ap mai khooj lay mujhay khushboo'n ka hisar day
so nice m too deep....
muncho
20
wth you talking about
ab tali bajany walo ka yahan kya kam
Allah bachai
na samjhay khuda karay koi