Na Mila Karo Sar-E-Sham Mujhay
Main TaNha TaNha Theek Hun
Mujhay Chahton Se Dar Lagta Hay
Main Nafraton Mein Theek Hun
Mujhay Rastoon Mein Chor Do
Mujahy Justuju-E-Manzil Nahi
Na Dekhao Mujhay Raasta
Main Bhatka Hua He Theek Hun
Meray Dosto Mujhay Chor Do
Na Suljhaoo Meri Uljhanain
Mujhay Adavatain He Pasand Hain
Main Dushmanoon Mein Theek Hun
Mujhay Khushi Ki Koi Talab nahi
Mujhay Apna Ghum Bhi Nawaz Do
Mujhay Ansu Peena Pasand Hay
Mujhay Aansoun Mein He Chor Do
Re: Mujhay Aansoun Mein He Chor Do
![]()
![]()
waisay aanso namkeen hotay hian ![]()
Re: Mujhay Aansoun Mein He Chor Do
Very sad , ansuuuuuuuuuu
![]()
Re: Mujhay Aansoun Mein He Chor Do
Rona shuroo karain jee
![]()
Re: Mujhay Aansoun Mein He Chor Do
MashaAllah yah sub aap kay khush Qadam hain kah har koi ro raha hay
![]()
Re: Mujhay Aansoun Mein He Chor Do
Good one. :k:
Re: Mujhay Aansoun Mein He Chor Do
Bahut khoob Waleed … :k:
Re: Mujhay Aansoun Mein He Chor Do
Shukriya ![]()