mujh se nazam kahnay ko na kaho
mujh se farmaish-e-gazal na karo
meri shairy mein akhir, kia rakha hai?
mein apnay jazbaat ki gahraiyoon ko,
apnay bayjaan bhikhray alfaz mein...
samait na paon ga
na teray jalwa-e-husn ko
paro-e-huwe motiyon ki tarha...
apna lafzoon mein saja sakoon ga
mujh se nazam kahnay ko na kaho
meri shairy mein akhir, kia rakha hai??