Mujh say dosti karo gay...

Movie kisi nay daikhi hay :smiley:

Re: Mujh say dosti karo gay...

ji...kyon?

Re: Mujh say dosti karo gay...

wese hi story churani thi na

Re: Mujh say dosti karo gay...

tumnay aisi kaunsi story churani hai :-|?

Re: Mujh say dosti karo gay...

hahahahahahahah aa gaya mera raazdaar,,, paanda Phoor..
kuch nai karna

50k

Re: Mujh say dosti karo gay…

lol@paanda phor :hehe:

na jiee main nai dasna kisi noo :blush:

tussi lagay rayo.

Re: Mujh say dosti karo gay...

Shukran Habibiii

well saby kiya chal ra hay aaj kal life main

Re: Mujh say dosti karo gay…

Billo, buss yaar, weddings attend h rahi hain. Logon ko iss season mai aur koi kaam nahi hota :mad: aur iss k ilaawa kaam bhi ho raha hai thora bohut. Tum sunao.

Re: Mujh say dosti karo gay...

Humm matlab aap aaj kal wo gana gatay howe miltay ho gay logoo ko

Kalyaan reh reh ak gaye aan, Sharbalay ban ban thak gaye aan

hena SAB. :)

Re: Mujh say dosti karo gay…

haha :hehe:

na jee, mairi sharbalay di umar nai rayee hun.

toon aye duss o wedding daa kee banya cousin di :wink: tussi ja raye o? :blush:

Re: Mujh say dosti karo gay...

nai dekhii ...maybe yad nai ..gana kon se they ..

Re: Mujh say dosti karo gay…

Oho saadiye, ganay wanay nai yaad mujhay .. wese main nay bhi nai daikhi :smiley:

wo kiya hay na kehnay ko kuch nai tha or buhut bore ho rai thi is lie aik bongi mari hay

Re: Mujh say dosti karo gay…

bas 24 ko shayed
:smiley:

Re: Mujh say dosti karo gay…

shayed? :expressionless: ghunni yakeenan bol :stuck_out_tongue:

main vee ja ker milaan ono? :blush:

Re: Mujh say dosti karo gay...

hmmmmm

Re: Mujh say dosti karo gay…

Ghunii,hahahahahahha
abi nai abi intazaar karo , card bhejon gi na tum duwaon main masroof raho plz

Re: Mujh say dosti karo gay...

abb yah poocho kay torni kabb hai.....dosti