Re: mujh say batain kerain sub !
app per gayeen hoon ap nay khud journal main likha tha ab mukrain nahi * snooty *
Re: mujh say batain kerain sub !
app per gayeen hoon ap nay khud journal main likha tha ab mukrain nahi * snooty *
Re: mujh say batain kerain sub !
aur PG ki light challi gaie.... :(
Re: mujh say batain kerain sub !
bhookay logoo Saago dana khana hay ?> main kha rahee hoon : D
Re: mujh say batain kerain sub !
Woh to main ne neend main likh diya tha :o
Re: mujh say batain kerain sub !
![]()
sagoo dana to 5-6 months kay bachay khatay hain
Re: mujh say batain kerain sub !
Hiiiiiii........ppl.............
Re: mujh say batain kerain sub !
sdafffffffffffffffffff
aisa nahi kahain agar kesc waloon nay sun liya foran ammal ker dain gay * cryingggggggggggggggggggggggg *
Re: mujh say batain kerain sub !
un ke sun’nay na sun’nay se koi faraq nahin parta ![]()
Jo hona hai woh to hona hi hai ![]()
Re: mujh say batain kerain sub !
sadaf > nahi abaray bhi kha laytay hain koi mana to nahi hay :P
sara > walikum hi * hugz*
Re: mujh say batain kerain sub !
Haey becharay Pakistan walay, subah ko post karo jawab shaam ko milta hai ![]()
Re: mujh say batain kerain sub !
P_G.............hugz to u too...............
Re: mujh say batain kerain sub !
to kuch kha laina mai to abhi corn flakes kha rahi hoon ![]()
Re: mujh say batain kerain sub !
main chaey ke saath wholemeal roll kha rahi hoon ![]()
Re: mujh say batain kerain sub !
aayee hayee kyoo apne aap ko torture ker rahin hain yea kha ker isse acha hai corn flakes kha lain :p