sub gher walay gaye hoye hain ..or app log mujh say batain ker lain
werna main or zyada baymaar ho jaaon gee , or agar main mer gayee
to mera khoon app logooN kay sir per ho ga * snooty *
sub gher walay gaye hoye hain ..or app log mujh say batain ker lain
werna main or zyada baymaar ho jaaon gee , or agar main mer gayee
to mera khoon app logooN kay sir per ho ga * snooty *
Re: mujh say batain kerain sub !
hum koi Farigh log hai kya :p
Re: mujh say batain kerain sub !
Hey, hows it going problem girl?
Re: mujh say batain kerain sub !
kahan gayee hoyee hain ??
Re: mujh say batain kerain sub !
aray aaj phir sab ghar walay tumhain chor ke challay gaey? ![]()
shaking head
Bechari Cinderalla.
Re: mujh say batain kerain sub !
![]()
Re: mujh say batain kerain sub !
PG: Karachi maiN Load Shedding naheeN ho rahi kiyaa:hoonh:?
Re: mujh say batain kerain sub !
:p
Re: mujh say batain kerain sub !
load shedding hui, to problem ho jaye gi.
Re: mujh say batain kerain sub !
Shoaib akhter > ik baymaar ki aydat kerna sawab ka kam hay ... : P
afridi > main is waqt saagodaana nosh ferma rahee hon
redroses> KEEMAREe gaye hain guest aye hoye hain un ko ghumaanay
Sadaf > main khud nahi jatee .. wahan bohat rush hota hay or aj to wiasi bhi sunday hay saraee karachi ki awara party aye ho gee
Shoiab > nahi nahi app ko batain kernay ko kaha hay app to jazbate he ho gayee : P
Re: mujh say batain kerain sub !
^ mera reply khaa lya? :p
Re: mujh say batain kerain sub !
martey waqt humarey liye dua karti jana...
suna hai dua qabool honey k chances ziada hotey hain
thanks :)
Re: mujh say batain kerain sub !
hey pinkcess
wats uppp
Re: mujh say batain kerain sub !
sahi kaha:halo:
Re: mujh say batain kerain sub !
kam ho gayee hay app ki NA kee hee duaaon say musam acha ho gya hay na
lakin app yeh sawal ker kay yeh keh kehna chahtay hain mere bijle jaye or main jaan choroo * crying *
**PCP **> or kia problems he problems
Re: mujh say batain kerain sub !
mr.G!! i havent talked to u in sooo long.
how ARE ya!?
Re: mujh say batain kerain sub !
Aray tum kisi se kam ho kia? :p
Re: mujh say batain kerain sub !
yeah… u r soo mean now
… kyun baat nahi ki ![]()
Re: mujh say batain kerain sub !
bus mere mernay pee he sub ka zor hay … koi dua nahi keroon gee * mad *
PCP > net speed slow hay werna main itna khana nahi khate kay replies bhi kha jaaon : D