Mujh Ku Ruswa Sir-e-Bazaar Na Karwaya Karay....!!!

Mujh Ku Ruswa Sir-e-Bazaar Na Karwaya Karay
Kaaash Ansoo Mairee Ankh Main Reh Jaya Karay

Aaiy Hawa Main Nay Tu Buss Uss Ka Pata Poocha Tha
Ab Kahani Tu Na Her Baat Key Bunn Jaya Karay…

Buss Buhat Daikh Liay Khawab Suhanay Dinn Kay
Ab Woh Batoun Key Rafaqat Say Na Behlaya Karay

Ik Moseebat Tu Nahee Tooti Su Ab Iss Dil Say
Jiss Moseebat Nay Guzarna Hai Guzar Jaya Karay

Jiss Kay Khawaboun Ku Main Ankhoun Main Saja Kay Rakhoun
Uss Key Khusboo Kabhi Mujh Ku Tu Mehkaya Karay…“Sighs”

Re: Mujh Ku Ruswa Sir-e-Bazaar Na Karwaya Karay....!!!

nice sharing :-)

Re: Mujh Ku Ruswa Sir-e-Bazaar Na Karwaya Karay....!!!


Thankx IS:)

Re: Mujh Ku Ruswa Sir-e-Bazaar Na Karwaya Karay…!!!

Bohat Khoob Muddii..:k:

Re: Mujh Ku Ruswa Sir-e-Bazaar Na Karwaya Karay…!!!

Thankx Aryaan:)

Re: Mujh Ku Ruswa Sir-e-Bazaar Na Karwaya Karay....!!!

Nice Sharing:)

Re: Mujh Ku Ruswa Sir-e-Bazaar Na Karwaya Karay....!!!

nice sharing muddii