mujh ko ruswa sar-e-mehfil to na kerwaya karay

mujh ko ruswa sar-e- mehfil to na karwaya karay
kash Ansoo meri ankhooN mein he reh jaya karay

aay hawa mein nay to bas us ka pata pocha tha
ab khaani to na har baat ke ban jaya karay

bas bohat deakh leiay khuwab suhanay din kay
ab wo batooN ke rafaqat say na behlaya karay

ik musibat to nahi tuti so ab is dil say
jis qayamat nay guzarna hay guzar jaya karay

jis kay khuwabooN ko mien ankhooN mein saja kar rakhooN
us ke khusboo kabhi mujh ko bhi to mehkaya karay

Re: mujh ko ruswa sar-e-mehfil to na kerwaya karay

[QUOTE]

[/QUOTE]

V nice PG, Thanx 4 sharing<!-- / message -->

Re: mujh ko ruswa sar-e-mehfil to na kerwaya karay

hii pg :wave:
its really lovelyy ..thts for sharing …

Re: mujh ko ruswa sar-e-mehfil to na kerwaya karay

thankooooooo : )

Re: mujh ko ruswa sar-e-mehfil to na kerwaya karay

ik musibat to nahi tuti so ab is dil say
jis qayamat nay guzarna hay guzar jaya karay

buhat alllaaa

Re: mujh ko ruswa sar-e-mehfil to na kerwaya karay

[QUOTE]
bas bohat deakh leiay khuwab suhanay din kay
ab wo batooN ke rafaqat say na behlaya karay
[/QUOTE]

or mera pasndeed shir yeh hey

thanx for all pasndeedge ka : D

Re: mujh ko ruswa sar-e-mehfil to na kerwaya karay

wah waa wah waa… :k:
Zabardast sharing PG !!!
Kya kehne, aha :slight_smile:

Re: mujh ko ruswa sar-e-mehfil to na kerwaya karay

simply awesome

Re: mujh ko ruswa sar-e-mehfil to na kerwaya karay

thanx : )

Re: mujh ko ruswa sar-e-mehfil to na kerwaya karay

Very nice :k:

Re: mujh ko ruswa sar-e-mehfil to na kerwaya karay

really nice PG
thankx for sharing