Mujh ko rusvaa sar-e-mehfil to na karvaya kare

Mujh ko rusvaa sar-e-mehfil tou na karvaya kare
Kaash aansu meri aankh maiN he reh jaya kare

Ae havaa mein ne tou bas uska pata puucha tha
Ab kahaani tou na har baat ki ban jayaa kare

Bas bohat dekh liye khawaab suhaaney din ke
Ab vo baatoN ki rafaaqat se na behlaya kare

Ik musiibat tou nahi tuuti so ab is dil se
Jis qayaamat ney guzarna hai guzar jaya kare

Jis ke khawaboN ko meiN aankhoN main saja kar rakhoN
Us ki khushbu kabhi mujh ko bhee tou mehkaya kare.

(Noshi Gellani)

:k: thanks 4 sharin ..:slight_smile:

:)nice

nice ...

kool:k:

niceeee:k::k:

:k:

Thanks.

~Nazish~
very nice thanks for sharing....

Re: Mujh ko rusvaa sar-e-mehfil to na karvaya kare

lovely ghazal ~Nazish~:k:…thanx for sharing with us.

you are welcome :-)

Re: Mujh ko rusvaa sar-e-mehfil to na karvaya kare

Kia baat hai :k:

BOhat Khoob ~Nazish~ :)

Re: Mujh ko rusvaa sar-e-mehfil to na karvaya kare

[QUOTE]
*Originally posted by ~Nazish~: *

Ik musiibat tou nahi tuuti so ab is dil se
Jis qayaamat ney guzarna hai guzar jaya kare

Jis ke khawaboN ko meiN aankhoN main saja kar rakhoN
Us ki khushbu kabhi mujh ko bhee tou mehkaya kare.

(Noshi Gellani)
[/QUOTE]

very nice :)

hayee :teary3: har koi dukhi hay