sahe bol raha ho mai , kal raat ko mai appnay doosto kay sath shoping center mai kuch shoping kar raha tha kay achanak woh meray samnay say goozari , mai us ko dekhta he rah geyah , aik pal kay leyah laga kay jis ka mai barsoo say intazar kar raha tha woh mujh ko ajj mil he gaie , magar or mai bus us ko jatay howay dekhta rah geyah kuch bol nah paya or kuch kah nah payah bus dekhta he rah geyah , us kay sahar mai asa khooya kay kab woh maray pass say hotay howay mujh say dor ho gaie mujh ko pata he nahi chala . . . . .
jii sahe bol raha ho , kal mujh ko mary pasand ke T-shirt nazar aie , jis ko mai pooray market mai talash karta raha woh aik larka pahnay jaa raha the or us t shirt par say mari nazar hat kar he nahi de . . . abb pata nahi kaha say us ko talash karo ga , yah bhi nah howa kay mai us larkay ko rok kar us say kuch pooch leta kay bhai kaha say le appnay yah tshirt . . . khair now im sad
Sinner - - - yaar appun ke return ke baat nahi baat tu serf yah hai kay ( raha nah jaie teray bin sathiya , yaado mai tu hai OoOOo saathiya ) song by Fakir :)