Mujh ko maaloom na tha

Re: Mujh ko maaloom na tha

zabardast :lajawab:
kabhi kabhi ham dekhna bhi chahen to sach me khawab nahi nazar aate kion:bummer:

Re: Mujh ko maaloom na tha

Tumhain Maloom Hona chahiyaa ka Khawaab to Khawwab hotay hain

Wo jo Khawaaab ma miltay hain , Hakeekat ma Mill nahi pattay

Re: Mujh ko maaloom na tha

Khawab ka qaatil kon hota hai :crying:

Re: Mujh ko maaloom na tha

Murghe ki kukRu kukuRu

Re: Mujh ko maaloom na tha

Yaani sirf pakistan ke rehney walon ke khawab martey hain :hehe:

Re: Mujh ko maaloom na tha

kiyun aap ke haan sare murghe mar gae hain kia?

Re: Mujh ko maaloom na tha

hotay to martey :rotfl:

Re: Mujh ko maaloom na tha

nahi ham boneless bana k kha jate hy

Re: Mujh ko maaloom na tha

khoj lagen konsi chuRail ne chura liye :stuck_out_tongue:

Re: Mujh ko maaloom na tha

recipy bhi bata dein :hehe:

Re: Mujh ko maaloom na tha

:eek: Mara huwe murghe ka boneless :hayaa:

Re: Mujh ko maaloom na tha

kisi ne nai churaye
jia ne paka ke khaye

:hehe:

Re: Mujh ko maaloom na tha

Nice shair:k:

Re: Mujh ko maaloom na tha

very easy
kichen me jitne apices hy sab dal k 20 mnt gs p ajao

Re: Mujh ko maaloom na tha

acha tume kia samaj aya:omg:

Re: Mujh ko maaloom na tha

Kitchen kiya cheez hai :hehe:

Re: Mujh ko maaloom na tha

to phir kacha hi kha jao :yahoo:

Re: Mujh ko maaloom na tha

HUm nahi batain ge k

Muqawwee ji ko ab koi dreams mein haunt nahi karta

Re: Mujh ko maaloom na tha

thanx,ab to pata chal gya hai k khawab bhi mar jaty hain

Re: Mujh ko maaloom na tha

Khwab Marte nahin.... by Ahmed Faraz