mujey bhi popular banna hai

kaise bannu:confused:

Re: mujey bhi popular banna hai

jAAn rEmbow k sath film mein ajao :halo: It wont take long, they hardly take a week to complete a movie (and it shows)! :stuck_out_tongue:

Re: mujey bhi popular banna hai

aap curiosity hoon na?
:@: mai aap ko kab say milna chahti thi/i m ur big fan

Re: mujey bhi popular banna hai

:pingu: meets curiosity! oh my! :khumar:

Re: mujey bhi popular banna hai

35 posts? Okay stay in cafe and keep flooding! :)

haan main wohi hon

main bhi kab se tumhe he talaash ker rahi thi:wink:

[quote=“Jaanwar, post:38, topic:194820”]

:pingu: meets curiosity! oh my! :khumar:
yeh kaun hai

kia karon bus bura time chal raha hai:(

mera liya ek wohi bandar reh gaya tha

Re: mujey bhi popular banna hai

^^wo bandar hia :O i though wo insaan tha....

lol popularity hai bhai popularity! chalo shafqat cheema sahe :D

tumhe itna pasand hai tu tum film sign ker lo

Re: mujey bhi popular banna hai

Popular mujhay banna hai ya tumhe? :smilestar:

haan popular banna hai badnaam nahi

gumnaam ho jaoo
log u ko dhond dhond k u ko famous bana den gaye

:uz:

LOL

nahi main kuch alag kerna chahati hon

pir ayse karo...2nd floor se jump laga do..u will b famouse

OMG , OMG , :hayaa: :hayaa: Wow , I am so thrilled to see you here on GS. Mujhay bachpan say aap say milnay ka shouq tha. Allah ka shukar k yeh khooahish poori ho ga-a. Lee-jee-a maree banyan pay apna autograph likh dee-jee-a please. rips his shirt off

:smilestar: popluar bana hay to mushwaray khamooshe say suno. Chup ho kar baitho abb.